Kagaz ki kashti thi aur pani ka kinara tha,
Khelne ki masti thi aur dil awara tha,
Kahan aa gaye jawani ke daldal main,
Kya kahen bachpan hi kitna pyara tha,
Utra tha chaand mere aangan main,
Yeh sitaroan ko gawara na tha,
Main to sitaroan se bagawat kar leta,
Par chand bhi kaha hamara tha
Monday, 18 August 2014
Kagaz ki kashti thi aur pani ka kinara tha
About Luv Shayari
Thank you for visiting Our website and come again. Share your feelings with us, send email to shyari4u@gmail.com
Top-20
Labels:
Top-20
loading...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment